Deewana Kah Ke Lyrics - Lata Mangeshkar, Mahendra Kapoor

Deewana Kah Ke lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar, Mahendra Kapoor from Majboor (1964). Deewana Kah Ke Love soundtrack was composed by Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah with lyrics written by Anand Bakshi.

Deewana kah ke logo ne
Mujhe aksar bulaya hai
Deewana kah ke logo ne
Mujhe aksar bulaya hai
Agar pucha kisi ne hal
Ye kisne banaye hai
To main tera naam lunga
Main tera naam lunga

Gawayi nind aankho ne
Ab to dil bhi gawaya hai
Agar puchha kisi ne hal
Ye kisne banaye hai
To main tera naam lunga
Main tera naam lunga

Kabhi maine maykhana dekha nahi hai
Utha ke bhi paymana dekha nahi hai
Magar sab mujhe dekh ke kah rahe hai
Koi aisa mastana dekha nahi hai
Koi aisa mastana dekha nahi hai
Agar pucha kisi ne
Agar pucha kisi ne
Tu nashe me kaise aaya hai
To main tera naam lunga
Main tera naam lunga

Gawayi nind aankho ne
Ab to dil bhi gawaya hai
Agar pucha kisi ne hal
Ye kisne banaye hai
To main tera naam lungi
Main tera naam lungi

Jalaya hai tu khyalo mein mere
Jawabo me mere sawalo mein mere
Mana karne pe bhi mana to hua na
Laga hi diya phul balo mein mere
Laga hi diya phul balo mein mere
Agar pucha kisi ne, agar pucha kisi ne
Phul ye balo mein kisne lagaya hai
To main tera naam lungi
Main tera naam lungi
Deewana kah ke logo ne
Mujhe aksar bulaya hai
Agar puchha kisi ne hal
Ye kisne banaye hai
To main tera naam lunga
Main tera naam lunga

bharatlyrics.com

Suna jabki main ho gaya hu nishana
Kayi bate puchega mujhse jamana
Chupaunga mai kaise darde jigar ko
Banaunga logo se mani kya bahana
Agar puchha kisi ne
Agar puchha kisi ne
Teer ye kisne chalaya hai
To main tera naam lunga
Main tera naam lunga

Gawayi nind aankho ne
Ab to dil bhi gawaya hai
Agar pucha kisi ne hal
Ye kisne banaye hai
To main tera naam lungi
Main tera naam lungi.

Deewana Kah Ke Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download