Deewane Kaa Nam Toh Puchho Lyrics - Mohammed Rafi

Deewane Kaa Nam Toh Puchho lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from An Evening In Paris (1967). The music of Deewane Kaa Nam Toh Puchho Romantic track is composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi while the lyrics are penned by Shailendra (Shankardas Kesarilal).

Deewane kaa nam toh puchho
Pyar se dekho kam toh puchho
Chahe phir naa milnaare
Chahe phir naa milna
Deewane kaa nam toh puchho
Pyar se dekho kam toh puchho
Chahe phir naa milnaare
Chahe phir naa milna

Gussa chhodo bat toh mano
Iss bande ko apna jano
Dur se dhokha haho sakta tha ha
Dur se dhokha ho sakta tha
Pas ho abb toh abb pehchano
Deewane kaa nam toh puchho
Pyar se dekho kam toh puchho
Chahe phir naa milna
Arre chahe phir naa milna

Hat gaya akhir bharam kaa
Sayaabb samjha mai abb yad aaya
Khwab me tum ko aksar dekha
Khwab me tum ko aksar dekha
Aaj mujjasim samne me paya
Deewane kaa nam toh puchho
Pyar se dekho kam toh puchho
Chahe phir naa milnaaji
Chahe phir naa milna

bharatlyrics.com

Yeh paris kee sham suhani
Pyaar kee nagri rup kee rani
Banke rahega ha koyi afsana ha
Banke rahega koyi afsana
Khil ke rahegi koyi kahani
Deewane kaa nam toh puchho
Pyar se dekho kam toh puchho
Chahe phir naa milnaaji
Chahe phir naa milna
Deewane kaa nam toh puchho
Pyar se dekho kam toh puchho
Chahe phir naa milna are
Chahe phir naa milna
Aa aa aa aa aa aa.

Deewane Kaa Nam Toh Puchho Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *