Dekar Humein Farebe Wafa Lyrics - Tamanna Bano

Dekar Humein Farebe Wafa lyrics, the song is sung by Tamanna Bano from Intezaar (2012). Dekar Humein Farebe Wafa Ghazal soundtrack was composed by Aamir Ali with lyrics written by .

Dekar humein farebe wafa
Aap khush rahe dekar
Hume farebe wafa
Aap khush rahe har baad
Hum huye bhi to kyaa
Aap khush rahe dekar
Hume farebe wafa

Pesaye berukhi se to
Ye aapki khushi aa
Pesaye berukhi se to
Ye aapki khushi
Hum phir bhi keh
Rahe hain saza
Aap khush rahe dekar
Hume farebe wafa

Tarke tallukaat ka
Sadma to hain bahot aa
Tarke tallukaat ka
Sadma to hain bahot
Apni to bas yahi hain duaa
Aap khush rahe dekar
Hume farebe wafa

bharatlyrics.com

Sadmein diye katil ko
Kya kya mana aap ne aa
Sadmein diye katil ko
Kya kya mana aap ne
Iss par bhi aapka ho bhala
Aap khush rahe dekar
Hume farebe wafa.

Dekar Humein Farebe Wafa Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download