Dekhkar Dilkashi Lyrics - Ustad Ghulam Ali

Dekhkar Dilkashi lyrics, the song is sung by Ustad Ghulam Ali from Haseen Lamhe (1999). The music of Dekhkar Dilkashi Ghazal track is composed by Ustad Ghulam Ali while the lyrics are penned by .

Dekhkar dilkashi jamane ki
Dekhkar dilkashi jamane ki
Aarju hai fareb khane ki
Dekhkar dilkashi jamane ki

Ai ghame zindagi naa ho naraz
Ai ghame zindagi naa ho naraz
Mujhko aadat hai muskurane ki
Dekhkar dilkashi jamane ki

Julmato se naa dar ke raste mein
Julmato se naa dar ke raste mein
Roshani hai sharabkhane ki
Dekhkar dilkashi jamane ki

bharatlyrics.com

As tere kesuo ko pyar karu
As tere kesuo ko pyar karu
Raat hai mashale jalane ki
Dekhkar dilkashi jamane ki
Dekhkar dilkashi jamane ki

Dekhkar dilkashi jamane ki
Aarju hai fareb khane ki
Aarju hai fareb khane ki
Dekhkar dilkashi jamane ki

Aaye gham-e-zindagi naa ho naraz
Aaye gham-e-zindagi naa ho naraz
Mujhko aadat hai muskurane ki
Dekhkar dilkashi jamane ki

Julmato se naa dar ke raste mein
Julmato se naa dar ke raste mein
Roshani hai sharabkhane ki
Dekhkar dilkashi jamane ki

As tere kesuo ko pyar karu
As tere kesuo ko pyar karu
Rat hai mashalen jalane ki
Dekhkar dilkashi jamane ki.

Dekhkar Dilkashi Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download