Kuchh Yadagar-E-Shahar Lyrics - Ustad Ghulam Ali

Kuchh Yadagar-E-Shahar lyrics, the song is sung by Ustad Ghulam Ali from Haseen Lamhe (1999). Kuchh Yadagar-E-Shahar Ghazal soundtrack was composed by Ustad Ghulam Ali with lyrics written by .

Kuchh yadagar-e-shahar-
E-sitamagar hi le chale
Kuchh yadagar-e-shahar-
E-sitamagar hi le chale
Aaye hain iss gali mein
Toh patthar hi le chale
Kuchh yadagar-e-shahar-
E-sitamagar hi le chale

Ranj-e-safar ki
Koyi nishani toh pas ho
Ranj-e-safar ki
Koyi nishani toh pas ho
Thodi si kak-e-kucha-
E-dilabar hi le chale
Aaye hain iss gali mein
Toh patthar hi le chale
Kuchh yadagar-e-shahar-
E-sitamagar hi le chale

Yu kis tarah katega
Kadi dhup kaa safar
Yu kis tarah katega
Kadi dhup kaa safar
Sar par kayal-e-yar ki
Chadar hi le chale
Aaye hain iss gali mein
Toh patthar hi le chale
Kuchh yadagar-e-shahar-
E-sitamagar hi le chale

Yeh kah ke chhedati hai
Hame dil-giraftagi
Yeh kah ke chhedati hai
Hame dil-giraftagi
Ghabara rahe hain
Aap toh bahar hi le chale
Aaye hain iss gali mein
Toh patthar hi le chale
Kuchh yadagar-e-shahar-
E-sitamagar hi le chale

bharatlyrics.com

Iss shahar-e-be-charag
Mein jayegi too kahan
Iss shahar-e-be-charag
Mein jayegi too kahan
Aa ai shab-e-firak
Tujhe ghar hi le chale
Aaye hain iss gali mein
Toh patthar hi le chale
Kuchh yadagar-e-shahar-
E-sitamagar hi le chale.

Kuchh Yadagar-E-Shahar Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download