Dhadke Rah Rah Ke Dil Bawra Lyrics - Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, S.Balbir, Shamshad Begum

Dhadke Rah Rah Ke Dil Bawra lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, S.Balbir, Shamshad Begum from Naata (1955). The music of Dhadke Rah Rah Ke Dil Bawra Happy track is composed by Mohinder Singh Sarna while the lyrics are penned by Tanvir Naqvi.

Dhadke rah rah ke dil bawra
Bhigi bhigi rut hai
Mausam sawra aaya
Bhigi bhigi rut hai
Mausam sawra aaya
Maujo ka ishara hai
Maujo ka ishara hai
Dekha na kinare ne
Kya hal hamara hai
Maujo ka ishara hai
Tufa ka dar kaisa
Jab pas kinara hai

Dastur purana hai
Dastur purana hai
Dukh dard chakori ka
Kab chand se jana hai
Dastur purana hai
Majbur mohabbat hai
Muhkar jamana hai

bharatlyrics.com

Aye dilwalo itna to batlana re
Kya kahta hai deepak
Se ye parwana re
Kahta hai ye parwana
Kahta hai ye parwana
Ulfat me wafa wale
Jan dete hai najrana
Kahta hai ye parwana
Hai jeet mohabbat ki
Jal jal ke jiye jana

Deewana mastana
Bulbul pyar me
Kali kali par kya
Gaye gulzar me
Kali kali par kya
Gaye gulzar me
Gata hai yahi gana
Gata hai yahi gana
Dekho kahi bhawro ki
Bato me na aa jana
Gata hai yahi gana
Phulo ki mohabbat me
Kato se na ghabrana

Dhadke dhadke rah
Rah ke dil bawra
Bhigi bhigi rut hai
Mausam sawra aaya
Bhigi bhigi rut hai
Mausam sawra aaya
Bhigi bhigi rut hai
Mausam sawra aaya
Bhigi bhigi rut hai
Mausam sawra aaya.

Dhadke Rah Rah Ke Dil Bawra Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download