Dil To Dil Hai Phool Bhi Lyrics - Prabodh Chandra Dey (Manna Dey), Suman Kalyanpur

Dil To Dil Hai Phool Bhi lyrics, the song is sung by Prabodh Chandra Dey (Manna Dey), Suman Kalyanpur from Dafaa 302 (1975). Dil To Dil Hai Phool Bhi Playful soundtrack was composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) with lyrics written by Indeevar (Shyamalal Babu Rai).

Dil to dil hai phool bhi toda nahi hai hamne
Dil to dil hai phool bhi

Dil to dil hai phool bhi toda nahi hai hamne
Dil to dil hai phool bhi toda nahi hai hamne
Dil to dil hai phool bhi toda nahi hai hamne
Par jhuthe yaaro ko lalach ke maro ko
Daman ke kharo ko tumse hazaro ko
Sikhlaye bin sabak ha ha
Sikhlaye bin sabak chhoda nahi hai hamne
Sikhlaye bin sabak chhoda nahi hai hamne
Dil to dil hai phool bhi

bharatlyrics.com

Utni nafrat kar sakte hai karte hai jitna pyar
Utni nafrat kar sakte hai karte hai jitna pyar
Ha ham pyaar ko tyar hai takrar ko tyaar
Ham dusmano ke hai dusman
Ham yaaro ke hai yaar
Hamdardi dil me pale oro ke gham me jale
Nek raste pe chale ek raste pe chale
Dil ko har ek mod dil ko
Dil ko har ek mod pe moda nahi hai hamne
Dil ko har ek mod pe moda nahi hai hamne
Par bewafao ko jhute dilrubao ko
Katil adao ko mukastim dagao ko
Chakhaye bin maza ha chakhaye bin maza
Chakhaye bin maza chhoda nahi hai hamne
Dil to dil hai phool bhi toda nahi hai hamne
Dil to dil hai phool bhi toda nahi hai hamne
Dil to dil hai phool bhi

Kahne ki jafa nahi sunna hai to suniye
Kahne ki jafa nahi sunna hai to suniye
Husn dekhiye lekin koi jaal na buniye
Mot zindagi dono me se ek ko chuniye
Jisko bhi chahenge ham chahte jayenge ham
Usi ko sarahenge ham hamesha nibhayenge ham
Rishta chand roz ka
Rishta chand roz ka joda nahi hai hamne
Rishta chand roz ka joda nahi hai hamne
Lekin nadano ko hosh ke diwano ko
Tumse shaitano ko bhatke insano ko
Laye baigair rah par laye baigair rah par
Laye baigair rah par chhoda nahi hai hamne
Dil to dil hai phool bhi toda nahi hai hamne
Dil to dil hai phool bhi

Gir jayega khud ki nazaro me sarminda rahega
Gir jayega khud ki nazaro me sarminda rahega
Koi dhokha deke hamko kaise zinda rahega
Yahi apna raha vasul yahi ayinda rahega
Hamdardi dil me pale oro ke gham me jale
Nake raste pe chale ek raste pe chale
Dil ko har ek mod dil ko har ek mod
Dil ko har ek mod pe moda nahi hai hamne
Dil ko har ek mod pe moda nahi hai hamne
Magar jo niyat doli zubaa jo tumne kholi
Abh chal jayegi goli yahi jal jayegi holi
Dhokhebaj ko zinda dhokhebaj ko zinda
Dhokhebaj ko zinda chhoda nahi hai hamne
Dhokhebaj ko zinda chhoda nahi hai hamne
Dil to dil hai phool bhi toda nahi hai hamne
Dil to dil hai phool bhi.

Dil To Dil Hai Phool Bhi Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download