Panchhi Fas Gaya Jaal Me Lyrics - Lata Mangeshkar

Panchhi Fas Gaya Jaal Me lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Dafaa 302 (1975). Panchhi Fas Gaya Jaal Me Playful soundtrack was composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) with lyrics written by Indeevar (Shyamalal Babu Rai).

Panchhi fas gaya jaal me
Uljhe naina dekhbhal me
Panchhi fas gaya jaal me
Uljhe naina dekhbhal me
Ab muskil ha niklana muskil
Hai bach ke nikalna
Khoya tha na jane kis khyal me
Uljhe naina dekhbhal me
Ab muskil ha niklana muskil
Hai bach ke nikalna
Panchhi fas gaya panchhi fas gaya

Jaal ke jo bahar ho andar ana chahe
Jaal ke jo andar wo bahar jana chahe
Jaal ke jo bahar ho andar ana chahe
Jaal ke jo andar wo bahar jana chahe
Dekhe jo tarse na dekhe
Wo tarse jadu hai gori chal me
Uljhe naina dekhbhal me
Ab muskil ha niklana muskil
Hai bach ke nikalna
Panchhi fas gaya panchhi fas gaya

Man ka ye bandhan kangan ki hathkadiya
Umar kaid ban jaye milan ki do ghadiya
Man ka ye bandhan kangan ki hathkadiya
Umar kaid ban jaye milan ki do ghadiya
Sari dunia me maje nahi
Utne jitne maje sasural me
Uljhe naina dekhbhal me
Ab muskil ha niklana muskil
Hai bach ke nikalna
Panchhi fas gaya panchhi fas gaya

bharatlyrics.com

Rup kisi anchal me kaise chup sakega
Suraj ye badal me kaise chup sakega
Rup kisi anchal me kaise chup sakega
Suraj ye badal me kaise chup sakega
Kon khusi khusbu ko mar pyar wala
Ham jhukte nahi kisi hal me
Panchhi fas gaya jaal me
Ab muskil ha niklana muskil
Hai bach ke nikalna
Panchhi fas gaya jaal me
Uljhe naina dekhbhal me
Ab muskil ha niklana muskil
Hai bach ke nikalna
Panchhi fas gaya panchhi fas gaya
Panchhi fas gaya panchhi fas gaya.

Panchhi Fas Gaya Jaal Me Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download