Dil Gaya Tumne Liya lyrics, the song is sung by Pankaj Udhas from Shaayar (2010). The music of Dil Gaya Tumne Liya Ghazal track is composed by Pankaj Udhas while the lyrics are penned by Pankaj Udhas.
Dil gaya tum ne liya ham kya karen, ham kya karen

Janevali chiz ka gam kya karen, gam kya karen

Baksh dena pyar ki gustakhiyan
Baksh dena pyar ki gustakhiyan
Dil hi qabu main nahin, ham kya karen, ham kya karen
Dil hi qabu main nahin, ham kya karen, ham kya karen
Janevali chiz ka gam kya karen, gam kya karen
Dil gaya tum ne liya
bharatlyrics.com
Ek saghar par hai apni zindagi
Ek saghar par hai apni zindagi
Rafta rafta is se bhi kam kya karen, kam kya karen
Rafta rafta is se bhi kam kya karen, kam kya karen
Janevali chiz ka gam kya karen, gam kya karen
Dil gaya tum ne liya
Kahte hain ahal-e-sifarish mujhse add
Kahte hain ahal-e-sifarish mujhse add
Teri qismat hai buri ham kya karen, ham kya karen
Teri qismat hai buri ham kya karen, ham kya karen
Janevali chiz ka gam kya karen, gam kya karen
Dil gaya tum ne liya ham kya karen, ham kya karen.