Dil Ka Mere Lyrics - Amit Kumar Ganguly

Dil Ka Mere lyrics, the song is sung by Amit Kumar Ganguly from Baba Mere (2015). The music of Dil Ka Mere Sad track is composed by Amit Kumar Ganguly while the lyrics are penned by Leena Chandavarkar.

Dil ka mere haal tum na puchho
Dil ka mere haal tum na puchho
Dhadkta hai ab tak dil
Kya ye kam hai socho
Dhadkta hai ab tak dil
Kya ye kam hai socho
Dil ka mere haal tum na puchho
Dil ka mere haal tum na puchho
Dhadkta hai ab tak dil
Kya ye kam hai socho
Dhadkta hai ab tak dil
Kya ye kam hai socho
Tinka hoon main aur ye jahaan hai saagar
Tinka hoon main aur ye jahaan hai saagar
Doobaya gaya phir bhi dooba nahi hoon
Doobaya gaya phir bhi dooba nahi hoon
Dil ka mere

Kaise kaise tufaan aaye nafrat ki aandhi laaye
Kaise kaise tufaan aaye nafrat ki aandhi laaye
Aur bewafaai ke dar kaale ghane baadal chhaaye
Hans ke lagaya gale apno ne mujhko meri
Dekhi bhi na saki aankhein
Chhupayi gayi woh chhuri
Sataya gaya phir bhi tuta nahi hoon
Sataya gaya phir bhi tuta nahi hoon
Dil ka mere

bharatlyrics.com

Tamanna nahi hai meri chaand taron ko chhune ki
Tamanna nahi hai meri chaand taron ko chhune ki
Jisne bhi chaha use bhulne padi hai neki
Paane ke liye woh sab kuch padta hai kuch toh khona
Kho diya jo apna pan toh kya hai chandi aur kya sona
Joothi shaan ka main itna bhookha nahi hoon
Joothi shaan ka main itna bhookha nahi hoon
Dil ka mere haal tum na puchho
Dil ka mere haal tum na puchho
Dhadkta hai ab tak dil
Kya ye kam hai socho
Dhadkta hai ab tak dil
Kya ye kam hai socho
Tinka hoon main aur ye jahaan hai saagar
Tinka hoon main aur ye jahaan hai saagar
Doobaya gaya phir bhi dooba nahi hoon
Doobaya gaya phir bhi dooba nahi hoon
Dil ka mere.

Dil Ka Mere Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download