Haan Main Hoon Lyrics - Amit Kumar Ganguly

Haan Main Hoon lyrics, the song is sung by Amit Kumar Ganguly from Baba Mere (2015). The music of Haan Main Hoon Happy track is composed by Amit Kumar Ganguly while the lyrics are penned by Leena Chandavarkar.

Haan main hoon badnaam,
Haan main hoon badnaam,
Yaaron meri yehi to hai pehchan,

Kya sahi kya galat,
Kaho koi hai iss jahan mein mahaan,

Haan main hoon badnaam,
Yaaron meri yehi to hai pehchan,

Kya sahi kya galat,
Kaho koi hai iss jahan mein mahaan,

Har chehre pe chada hai naqaab,
Iss duniya ka bhi nahi hai jawaab,
To kya agar mujhe samajh liya hai tarazu,

Har chehre pe chada hai naqaab,
Iss duniya ka bhi nahi hai jawaab,
To kya agar mujhe samajh liya hai tarazu,

Main bura hi sahi,
Par bikta nahi jitna bhi de koi daam,

Haan main hoon badnaam,
Yaaron meri yehi to hai pehchan,

Jashan manate ho phir bhi,
Mann mein kisi ke bhi kahan hai khushi,
Dil mein hai kuch hothon pe kuch,
Mann mein hai nafrat labh pe hassi,

bharatlyrics.com

Kitne kiye bolo khote karam,
Kitna banaya khota maal,
Umar tumhari kitni bachi hai ab janaab,

Kitne kiye bolo khote karam,
Kitna banaya khota maal,
Umar tumhari kitni bachi hai ab janaab,

Chod jana hai sab,
Hum sab hain yahan do dino ke mehmaan,

Haan main hoon badnaam,
Yaaron meri yehi to hai pehchan,

Kya sahi kya galat,
Kaho koi hai iss jahan mein mahaan,

Haan main hoon badnaam,
Yaaron meri yehi to hai pehchan,

Haan Main Hoon Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download