Dil Kaa Guldasta Lyrics - Kishore Kumar, Sharda Rajan Iyengar

Dil Kaa Guldasta Lyrics - Kishore Kumar, Sharda Rajan Iyengar

Dil Kaa Guldasta Lyrics - Kishore Kumar, Sharda Rajan Iyengar

Dil Kaa Guldasta lyrics, the song is sung by Kishore Kumar, Sharda Rajan Iyengar from Vachan (1974). Dil Kaa Guldasta Masti, Rain soundtrack was composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi with lyrics written by Shaily Shailender.

bharatlyrics.com

Dil kaa guldasta baaho kaa haar
Saath me isake bahut sa pyaar
Lekar aaya sarkaar kar lijiye swikaar
Kar lijiye swikaar

Dil kaa guldasta baaho kaa haar
Saath me isake bahut sa pyaar
Lekar aaya sarkaar kar lijiye swikaar
Kar lijiye swikaar

Maana ab tak hum the kuch majboor
Rah ke paas bhi hum the kitni door
Lekin hum tum aakhir mil hi gae
Sapne aakhir phoolo se khil hi gae
Phoolo se khil hi gae
Phoolo se khil hi gae

Dil kaa guldasta baaho kaa haar
Saath me isake bahut sa pyaar
Lekar aaya sarkaar kar lijiye swikaar

Haa haa hamane kiya swikaar
Mere yaar mere yaar
Hamane kiya swikaar
Mere yaar mere yaar

Thande mausam me aag yeh kaisee lagee haay
Kaise mod pe aa gayee zindagee, achha jee
Bin piye aaj yeh kya hamako ho gaya ho ho
Pyaar kaa har taraf chhaane laga hai nasha, maar daala
Chhaane laga hai nasha
Chhaane laga hai nasha
Dil kaa guldasta baaho kaa haar
Saath me isake bahut sa pyaar
Lekar aaya sarkaar kar lijiye swikaar
Haa haa kar to liya swikaar
Mere yaar mere yaar
Kar to liya swikaar
Mere yaar mere yaar

Khoye ham rahe in gori gori banhon me
Reshami julf kee pyari pyari chhanv me
Gam bhee koyee aane naa payega jahan
Pyaar kee bastiyan ham basayenge vahan
Ham basayenge vahan
Ham basayenge vahan
Are dil kaa guldasta baaho kaa haar
Saath me isake bahut sa pyaar
Lekar aaya sarkaar kar lijiye swikaar

Ho ho hoto gaya swikaar
Mere yaar mere yaar
Hoto gaya swikaar
Mere yaar mere yaar
Mere yaar mere yaar.

Dil Kaa Guldasta Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *