Dil Khoya Khoya Gumsum Lyrics - Asha Bhosle

Dil Khoya Khoya Gumsum lyrics, the song is sung by Asha Bhosle from Mohabbat Ke Dushman (1988). Dil Khoya Khoya Gumsum Romantic soundtrack was composed by Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah with lyrics written by Anjaan, Prakash Mehra.

Dil khoya khoya
Dil khoya khoya gham sum
Dil khoya khoya
Yaado mein kisi ki gham
Dil khoya khoya
Dil khoya khoya gham sum
Yaado mein kisi ki gham
Ishq par jaur
Ishq par jaur
Koi jaur koi jaur koi na
Dil khoya khoya gham sum
Dil khoya khoya
Yaado me kisi ki gham
Dil khoya khoya

Saanso mein vo
Bachpan ki mohabbat basi
Aankho mein uski
Dumdhali si tasvir chhupi
Din raat khayalo mein
Gunje uski hasi
Dhadkan mein chupke
Shaam sahar dhole vahi
Tanhayi ho ya mahfil,
Tanhayi ho ya mahfil
Dunde usiko hi
Dil mein hain aur koi
Aur koi dil khoya khoya
Dil khoya khoya gham sum
Dil khoya khoya
Yaado mein kisi ki gham
Dil khoya khoya

bharatlyrics.com

Tapte badan mein
Pyar ki jo pyas jage
Lagta hain ki pani
Mein bhi koi aag lage
Dil aise machalta hain
Ki bebas na chale
E kash vo aise mein
Kahi aan mile
Kyo duniya se ghabrau
Kyo duniya se ghabrau
Kyo aankh main churau
Dil mein hain chaur koi
Dil mein hain chaur
Koi chaur koi chaur koi
Dil khoya khoya gham sum
Dil khoya khoya
Yaado mein kisi ki gham
Dil khoya khoya
Dil khoya khoya gham sum
Yaado mein kisi ki gham
Ishq par jaur
Ishq par jaur koi jaur koi jaur koi na
Dil khoya khoya gham sum
Dil khoya khoya yaado mein.

Dil Khoya Khoya Gumsum Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download