Dil Ki Itni Kahani Hai Lyrics - Javed Ali

Dil Ki Itni Kahani Hai lyrics, the song is sung by Javed Ali from Married 2 America (2012). The music of Dil Ki Itni Kahani Hai Sad track is composed by Anwar Hussain while the lyrics are penned by Baijnath Gautam.

Hu oo oo oo..
Ho dil ki itni kahani hai
Dil ka itna fasana hai
Dil ki itni kahani hai
Dil ka itna fasana hai
Jisne bhi dil ko lagya hai
Usne to dhoka hi khaya hai
Jisne bhi dil ko lagya hai
Usne to dhoka hi khaya hai
Kal tak nahi thi
Mujh ko khbar ye
Aaj mane ye jana hai
Dil ki itni kahani hai
Dil ka itna fasana hai

bharatlyrics.com

Hu uu zhkam khate hai
Tut jate hai raho mein
Pyar ki kitne kate hai
Kitne sadme hai
Baaho mein yaar ki
Hu uu zhkam khate hai
Tut jate hai raho mein pyar ki
Kitne kate hai kitne sadme hai
Baaho mein yaar ki
Jisne na apna jana hai
Dil to usi ka diwana hai
Jisne na apna jana hai
Dil to usi ka diwana hai
Kal tak chale the
Wo saath mere
Aaj bichhude to jana hai
Aaj bichhude to jana hai
Dil ki itni kahani hai
Dil ka itna fasana hai
Dil ki itni kahani hai
Dil ka itna fasana hai
Hu uu pyar khoya hai
Kyu ye khoya hai
Kyu hai ye duriya
Dil jo roya hai
Kyu ye roya hai
Kasi hai majburiya
Hu uu pyar khoya hai
Kyu ye khoya hai
Kyu hai ye duriya
Dil jo roya hai
Kyu ye roya hai
Kasi hai majburiya
Ghum ki adheri raato ka
Dil kyu huya ye nishana hai
Ghum ki adheri raato ka
Dil kyu huya ye nishana hai
Kal tak chale the
Wo saath mere
Aaj bichhude to jana hai
Aaj bichhude to jana hai
Dil ki itni kahani hai
Dil ka itna fasana hai
Dil ki itni kahani hai
Dil ka itna fasana hai.

Dil Ki Itni Kahani Hai Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download