Dilbar Kahun Ya lyrics, the song is sung by Udit Narayan from Ye Hai Ghar Ki Mahabharat (1992). Dilbar Kahun Ya Playful soundtrack was composed by Kumar Sanu with lyrics written by .
Dilbar kahun ya dilruba tujhe
Dar hain kuda ka varna
Main to kahata kuda tujhe
Main jaan kahun zindagi
Ya jaan-e-jahaan tujhe
Meri wafa ne maan liya
Apna kuda tujhe
Kyun dhum shaayaron
Mein na ho tere naam ki
Gaalib ki tu gazal hai
Rubaayi kayyaam ki
Kya kub shayarana
Mili hain ada tujhe
Meri wafa ne maan liya
bharatlyrics.com
Teri nazar hasin thi
Jo main hasin lagi
Chaahat to aasman
Tujhe ve zamin di
Maine dikha diya
Hain aayina tujhe
Dar hai kuda ka varna
Sab kuchh main bhul baitha
Lagaakar gale tujhe
Duniya ki har kushi thi
Tere dard mein mujhe
Ab mujhase kar sakegi
Na duniya juda tujhe
Dar hai kuda ka varna.