LYRICS OF KHWAAB: The song is recorded by Vijay Prakash from Hindi film Last Man in Tower, directed by Ben Rekhi. The film stars Manoj Bajpayee, Boman Irani, Divya Dutta and Sukant Goel in the lead role. "Khwaab" is a Playful song, composed by Govind Vasantha, with lyrics written by Shellee.
Khwaab Lyrics
Deewaron dar na jahan
Na hai zameen aasmaan
Aise safar pe rawaan
Gham na khushi ho jahan
Fana fana hua shehar
Beghar hua koi basar
Karam kiya wahi dharam
Janam maran bharam
Bharam khwaab hai khwaab hi
Khwaab hai khwaab hi
Na hai wafa ab na jafa ab
Ab na hai khushi na hai khafa ab
Ab na hai daga na dil laga ab
Ab na begana na hai saga ab
Ja rahi hai na ji
Kyun zindagi ata ki
Do chaar saans yun deke
Ek umar yun bita di
Shamma si thi bujha di
Do aarzoo ke din deke
Deewaron dar na jahan
Na hai zameen aasmaan
Yun hi safar pe rawaan
Gham na khushi ho jahan
bharatlyrics.com
Wahi dharam
Janam maran bharam
Bharam khwaab hai
Khwaab hi
