Dilkash Dildaar Duniya Lyrics - Ishaan, Tulsi Kumar

Dilkash Dildaar Duniya lyrics, the song is sung by Ishaan, Tulsi Kumar from Aashayein (2010). Dilkash Dildaar Duniya Sad soundtrack was composed by Pritam Chakraborty with lyrics written by Rakesh Kumar (Kumaar).

Tere baghair tarpa karain
Tere baghair sapne
Rootha karain
Maana ke hai duniya haseen
Tere baghair duniya
Ham kya karain

Dilkash dildaar duniya
Tera deedaar duniya
Ham jo na paeyn tujh
Ko to hai bekaar duniya
Dilkash dildaar duniya
Tera deedaar duniya
Ham jo na paeyn tujh ko
To hai bekaar duniya

Tere baghair beronaqi
Tere baghair khushiyan
Ham kya karain
Mausam sabhi hain dard ke
Tere baghair aur
Yeh tanha karain

Dilkash dildaar duniya
Tera deedaar duniya
Ham jo na paeyn tujh ko
To hai bekaar duniya
Dilkash dildaar duniya
Tera deedaar duniya
Ham jo na paeyn tujh ko
To hai bekaar duniya

bharatlyrics.com

Dhoop pheeki lage
Din udaasi bhara
Shaam rookhi lage
Haal yeh hogaya
Jaagte ham rahain
Karwaton se kahain
Khuwaab hi wo koi
Dhoond laeyn naya

Neendain meri baaghi huwi
Tere baghair raatain
Ab kya karain
O bekhabar o beqadar
Tere baghair har
Pal bikhra karain

Dilkash dildaar duniya
Tera deedaar duniya
Ham jo na paeyn tujh ko
To hai bekaar duniya
Dilkash dildaar duniya
Tera deedaar duniya
Ham jo na paeyn tujh ko
To hai bekaar duniya.

Dilkash Dildaar Duniya Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download