Dilon Ki Baat Karo Lyrics - Bhupinder Singh

Dilon Ki Baat Karo lyrics, the song is sung by Bhupinder Singh from Nasheman (2009). The music of Dilon Ki Baat Karo Ghazal track is composed by Bhupinder Singh while the lyrics are penned by .

Dilon ki baat karo mehfilon ki baat karo
Dilon ki baat karo mehfilon ki baat karo
Dilon ki baat karo mehfilon ki baat karo
Waffa ka zikra chale
Waffa ka zikra chale dosto ki baat karo
Dilon ki baat karo mehfilon ki baat karo
Dilon ki baat karo mehfilon ki baat karo

bharatlyrics.com

Liye phiroge labo par ye tishnagi kab tak
Liye phiroge labo par ye tishnagi kab tak
Liye phiroge labo par ye tishnagi kab tak
Nazar nazar se milo
Nazar nazar se milo meikado ki baat karo
Nazar nazar se milo meikado ki baat karo
Dilon ki baat karo mehfilon ki baat karo

Judaaio mein kabhi zindagi nahi milati
Judaaio mein kabhi zindagi nahi milati
Judaaio mein kabhi zindagi nahi milati
Milla ke hath chalo
Milla ke hath chalo chahato ki baat karo
Milla ke hath chalo chahato ki baat karo
Dilon ki baat karo mehfilon ki baat karo

Jo haar maan gaye unki zindagi kyaa hai
Jo haar maan gaye unki zindagi kyaa hai
Jo haar maan gaye unki zindagi kyaa hai
Mushibato se lado
Mushibato se lado hosalo ki baat karo
Mushibato se lado hosalo ki baat karo
Waffa ka zikra chale
Waffa ka zikra chale dosto ki baat karo
Dilon ki baat karo mehfilon ki baat karo
Dilon ki baat karo mehfilon ki baat karo.

Dilon Ki Baat Karo Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download