Who Bhi Ro Dega Use Haal Sunae Kaise Lyrics - Mitali Singh

Who Bhi Ro Dega Use Haal Sunae Kaise lyrics, the song is sung by Mitali Singh from Nasheman (2009). The music of Who Bhi Ro Dega Use Haal Sunae Kaise Ghazal track is composed by Bhupinder Singh while the lyrics are penned by .

Who bhi ro dega use haal sunae kaise
Who bhi ro dega use haal sunae kaise
Mom ka ghar hai
Mom ka ghar hai charago ko jalaye kaise
Who bhi ro dega use haal sunae kaise

Dabdabai huyi aankho ka khayaal aata hai
Dabdabai huyi aankho ka khayaal aata hai
Utha ke mehfil se teri jaaye to jaaye kaise
Utha ke mehfil se teri jaaye to jaaye kaise
Mom ka ghar hai charago ko jalaye kaise
Who bhi ro dega use haal sunae kaise

bharatlyrics.com

Door hota to usse dhundh bhi lete lekin
Door hota to usse dhundh bhi lete lekin
Rooh mein chhupake jo baitha use paaye kaise
Rooh mein chhupake jo baitha use paaye kaise
Mom ka ghar hai charago ko jalaye kaise
Who bhi ro dega use haal sunae kaise
Who bhi ro dega use haal sunae kaise.

Who Bhi Ro Dega Use Haal Sunae Kaise Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download