Dishao Saavdhan Hawaon Saavdhan Lyrics - Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)

Dishao Saavdhan Hawaon Saavdhan lyrics, the song is sung by Prabodh Chandra Dey (Manna Dey) from Veer Bhimsen (1964). Dishao Saavdhan Hawaon Saavdhan Philosophical soundtrack was composed by Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra) with lyrics written by Ramchandra Baryanji Dwivedi (Kavi Pradeep).

Dishao saavdhan hawaon saavdhan
Chale yudh ki or aaj
Nar se nirash bhagwan
Chale yudh ki or aaj
Nar se nirash bhagwan
Dishao saavdhan hawaon saavdhan

bharatlyrics.com

Kaisi haye ghadi ye aayi
Ladenge ab bhai se bhai
Kaisi haye ghadi ye aayi
Ladenge ab bhai se bhai
Kabhi jagat hua na jo
Hoga wo ghamshan
Dishao saavdhan hawaon saavdhan

Agni ban chutenge dhara par
Dhum ketu tutenge dhara par
Agni ban chutenge dhara par
Dhum ketu tutenge dhara par
Udenge mastak girenge lashe
Dhad kenge maidan
Dishao saavdhan hawaon saavdhan

Bas ab thodi si hai deri
Bajne wali hai ran bheri
Bas ab thodi si hai deri
Bajne wali hai ran bheri
Aaj dubayega manaw ko
Manaw ka abhiman
Dishao saavdhan hawaon saavdhan

Aaj yudh vikral machega
Kadha dhawansh ki tal rachega
Aaj yudh vikral machega
Kadha dhawansh ki tal rachega
Aaj aadmi ke mathe par
Hai sawar saitan
Dishao saavdhan hawaon saavdhan
Chale yudh ki or aaj
Nar se nirash bhagwan
Dishao saavdhan hawaon saavdhan.

Dishao Saavdhan Hawaon Saavdhan Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download