Do Jawan Dilon Ka Gham Lyrics - Ahmed Hussain, Mohammed Hussain

Do Jawan Dilon Ka Gham lyrics, the song is sung by Ahmed Hussain, Mohammed Hussain from Humkhayal (2000). The music of Do Jawan Dilon Ka Gham Ghazal track is composed by Ahmed Hussain, Mohammed Hussain while the lyrics are penned by Danish Aligari.

Do jawan dilon ka gham
Dooriyan samajati hain
Dooriyan samajati hain
Do jawan dilon ka gham
Dooriyan samajati hain
Kon yaad karta hain
Hiskiyan samajati hain
Kon yaad karta hain
Hiskiyan samajati hain

bharatlyrics.com

Tum to khud hi kaatil ho
Tum ye baat kyaa jaano
Tum to khud hi kaatil ho
Tum ye baat kyaa jaano
Tum to khud hi kaatil ho
Tum ye baat kyaa jaano
Kyun huaa main deewana
Bediyan samajti hain
Kyun huaa main deewana
Bediyan samajti hain
Do jawan dilon ka gham
Dooriyan samajati hain

Paanv se utarti hain
Jab haseen doshijaa
Paanv se utarti hain
Jab haseen doshijaa
Paanv se utarti hain
Jab haseen doshijaa
Jism ki nazakat ko
Sidiyan samajti hain
Jism ki nazakat ko
Sidiyan samajti hain
Do jawan dilon ka gham
Dooriyan samajati hain

Yun to sare gulshan ko
Kitane log ugate hain
Yun to sare gulshan ko
Kitane log ugate hain
Yun to sare gulshan ko
Kitane log ugate hain
Phool koan todega
Daaliyan samajti hain
Phool koan todega
Daaliyan samajti hain
Do jawan dilon ka gham
Dooriyan samajati hain

Jisne kar liya dil mein
Pehali baar ghar daanish
Jisne kar liya dil mein
Pehali baar ghar daanish
Jisne kar liya dil mein
Pehali baar ghar daanish
Usko meri aankho ki
Putali samajti hain
Usko meri aankho ki
Putali samajti hain
Do jawan dilon ka gham
Dooriyan samajati hain
Kon yaad karta hain
Hiskiyan samajati hain.

Do Jawan Dilon Ka Gham Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download