Do Jhoot Diye Lyrics - Lata Mangeshkar, Usha Mangeshkar

Do Jhoot Diye lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar, Usha Mangeshkar from Do Jhoot (1975). The music of Do Jhoot Diye Sad track is composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi while the lyrics are penned by M. G. Hashmat.

Do jhut diye ek sach ke liye
Aur sach ne kya inam diye
Badnaam hue nakam hue
Na karne jaise kam kiye
Do jhut diye ek sach ke liye
Aur sach ne kya inam diye
Badnaam hue nakam hue
Na karne jaise kam kiye
Do jhut diye ek sach ke liye

bharatlyrics.com

Kis ajib mod par aa gayi hai zindagi
Kis ajib mod par aa gayi hai zindagi
Har taraf purasiya bhuji bhuji hai roshni

Na dube aur na par hue
Mozo par roz mukam kiye
Badnaam hue nakam hue
Na karne jaise kam kiye
Do jhut diye ek sach ke liye

Do dilo me ho gaye
Do jaha ke fasle
Do dilo me ho gaye
Do jaha ke fasle
Manjilo ke pas hi
Lut gaye hai fasle

Jo kam kisi dushman ke hai
Wo ulfat ne anjam diye
Badnaam hue nakam hue
Na karne jaise kam kiye
Do jhut diye ek sach ke liye.

Do Jhoot Diye Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download