Door Ka Chand Bhi Saath Hain Lyrics - Alka Yagnik, Suresh Wadkar

Door Ka Chand Bhi Saath Hain Lyrics - Alka Yagnik, Suresh Wadkar

Door Ka Chand Bhi Saath Hain lyrics, the song is sung by Alka Yagnik, Suresh Wadkar from Farar Qaidi (1989). Door Ka Chand Bhi Saath Hain Item Numbers soundtrack was composed by Master Sonik, Om Prakash Sharma with lyrics written by .

Door ka chand bhi saath hain
Masti bahri yeh raat hain
Aay main tere waste
Dil ke khule hain raaste
Dhadka bole raaz yeh khole
Baaho mein le le
Door ka chand bhi saath hain
Masti bahri yeh raat hain

Umr khayam bana tu jabse
Ishq hua hain pehala tab se
Khil gaya badan yeh mera
Mehak raha chaman yeh mera
Pyaar mein marana hain
Pyaar mein jalna hain
Dil ka yeh kehna hain
Maana yeh dil wale hote
Hain matwale husn
Jo baaho mein hain
Maan ja baat maan ja
Paas aa maina paas aa
Door ka chand bhi saath hain
Masti bahri yeh raat hain

bharatlyrics.com

Sola baras ki teri jawani
Chaal meri msatani deewani
Zindagi haseen ho gayi
Man lo teri ho gayi
Pyaar ke jhoole mein
Tujh ko jhoolaunga
Dil mein basaunga
Kabhi main shola
Kabhi main shabnam
Kabhi hoon chingari
Dilruba o meri dilruba
Gale laga jaan gale laga
Masti bahri yeh raat hain
Aankho mein pyaar ki baat hain
Aaya main teri hi waste
Dil ke khule hain raaste
Aankho mein jadu dil bekabu
Baaho mein le le.

Door Ka Chand Bhi Saath Hain Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *