Dukh Sukh Ka Hai Neet Ka Lyrics - Devika Rani

Dukh Sukh Ka Hai Neet Ka lyrics, the song is sung by Devika Rani from Nirmala (1938). The music of Dukh Sukh Ka Hai Neet Ka Playful track is composed by Saraswati Devi while the lyrics are penned by J S Kashyap.

Dukh sukh ka hai neet ka naata
Ek jaata ek aata bande
Ek jaata ek aata
Sardi garmi toofaan barkha
Rain bina ka taanka bande
Rain bina ka taanka

bharatlyrics.com

Le himmat se kaam bande
Jeevan hai sangraam bande
Jeevan hai sangraam bande
Jeevan hai sangraam

Yeh gaana maine suna hai
Suna hoga mere baapu
Ise gaa gaakar bheekh
Maanga karte thhe

Jeevan hai sangram
Le himmat se kaam bande
Jeevan hai sangraam bande
Jeevan hai sangraam
Bande jeevan hai sangram

Tumhaare pitaji ne mujhe
Aas di thhi kya ajab hai
Tumhaare aasre mein
Wo poori ho jaaye
Khel khiladi phir se paasa
Jab tak saansa jab tak aasha
Le himmat se kaam bande

Jeevan hai sangraam bande
Jeevan hai sangraam
Khel khilaadi phir se paasa
Jab tak saansa jab tak aasha
Le himmat se kaam bande
Jeevan hai sangraam bande
Jeevan hai sangram.

Dukh Sukh Ka Hai Neet Ka Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download