Dulhan Ban Ke Aayi Lyrics - Lata Mangeshkar

Dulhan Ban Ke Aayi lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Saaz Aur Awaz (1966). Dulhan Ban Ke Aayi Playful soundtrack was composed by Naushad Ali with lyrics written by Khumar Barabankvi.

Dulhan ban ke aayi
Dulhan ban ke aayi
Umangon ki shaam
Umangon ki shaam shaam
Mere meharbano
Ko mera salaam
Dulhan ban ke aayi
Dulhan ban ke aayi
Umangon ki shaam
Umangon ki shaam shaam
Mere meharbano ko mera salaam

Koyi le ke aaya sitaare gagan se
Koyi le ke aaya bahaaren chaman se
Koyi le ke aaya mohabbat ka jaam
Koyi le ke aaya mohabbat ka jaam jaam
Mere meharbano ko mera salaam

Ho khushi aaj mujh ko gale se lagaaye
Khushi aaj mujh ko gale se lagaaye
Kisi bad-nazar ki nazar lag na jaaye
Kisi bad-nazar ki nazar lag na jaaye
Meri zindagi mein nahi gham ka naam
Meri zindagi mein nahi gham ka naam
Mere meharbano ko mera salaam
Dulhan ban ke aayi
Dulhan ban ke aayi
Umangon ki shaam
Umangon ki shaam shaam
Mere meharbano ko mera salaam

bharatlyrics.com

Ga ma pa dha ni ni ni ni ni
Dhan ni dha napa
Ga ma pa dha ni sa re ni sa
Yeh payal ki rimjhim
Yeh geeton ki barkha
Yeh man ki tarangen
Yeh masti ki dhaara ho o o
Mere saath jhoome
Zamana tamaam ho o o
Mere saath jhoome zamana tamaam
Mere meharbano ko mera salaam
Dulhan ban ke aayi
Dulhan ban ke aayi
Umangon ki shaam
Umangon ki shaam shaam
Mere meharbano ko mera salaam.

Dulhan Ban Ke Aayi Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download