Duniya Isi Ka Naam Hai Lyrics - Mukesh Chand Mathur (Mukesh), Sharda Rajan Iyengar

Duniya Isi Ka Naam Hai lyrics, the song is sung by Mukesh Chand Mathur (Mukesh), Sharda Rajan Iyengar from Duniya (1968). Duniya Isi Ka Naam Hai Philosophical soundtrack was composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi with lyrics written by Shamsul Huda Bihari (S. H. Bihari).

Duniya mein sab hi chehre
Lagte to hain pehchaane
Kyun phir bhi hain anjaane
Yeh baat woh hi jaane
Haaye
Duniya isi ka naam hai
Duniya isi ko kehte hain
Duniya isi ko kehte hain
Duniya isi ko kehte hain
Apne hi apnon se yahan
Begaane jaise rehte hain
Begaane jaise rehte hain
Begaane jaise rehte hain
Duniya isi ka naam hai

Jo hum chaahen jo tum chaaho
Woh kab hota hai duniya mein
Muqaddar ke ishaaron pe
Yeh sab hota hai duniya mein
Yeh sab hota hai duniya mein
Yeh sab hota hai duniya mein
Duniya isi ka naam hai
Duniya isi ko kehte hain
Duniya isi ko kehte hain
Duniya isi ko kehte hain
Duniya isi ka naam hai

Kabhi us mod par loota gaya
Hai karwaan dil ka
Jahaan se do qadam hi faasla
Baaqi thha manzil ka
Yahan kehti hai khaamoshi
Hazaaron gham ke afsaane
Magar is baat ka matlab
Koyi bedard kya jaane
Koyi bedard kya jaane
Duniya isi ka naam hai
Duniya isi ko kehte hain
Duniya isi ko kehte hain
Duniya isi ko kehte hain
Duniya isi ka naam hai

bharatlyrics.com

Yahan har gham khushi ka ik naya
Paighaam laata hai
Andheri raat jaati hai
Sawera muskuraata hai
Sawera muskuraata hai
Duniya isi ka naam hai
Duniya isi ko kehte hain
Duniya isi ko kehte hain
Duniya isi ko kehte hain
Duniya isi ka naam hai.

Duniya Isi Ka Naam Hai Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download