Duniya Na Bhaye Lyrics - Mohammed Rafi

Duniya Na Bhaye lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Basant Bahar (1956). Duniya Na Bhaye Sad soundtrack was composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi with lyrics written by Shailendra (Shankardas Kesarilal).

Duniya na bhaaye
Mohe ab to bula le
Duniya na bhaaye
Mohe ab to bula le
Charnon mein
Charnon mein tere
Charnon mein charnon mein
Duniya na bhaye
Mohe ab to bula le
Duniya na bhaye
Mohe ab to bula le
Charnon mein charnon mein tere
Charnon mein charnon mein

bharatlyrics.com

Saat suron ke saaton sagar
Saat suron ke saaton sagar
Man ki umangon se jaage
Man ki umangon se jaage
Tu hi bata tu hi bata
Main kaise gaaoon
Behri duniya ke aage
Behri duniya ke aage
Teri ye beena ab tere hawaale
Teri ye beena ab tere hawaale
Charnon mein charnon mein tere
Charnon mein charnon mein

Main ne tujhe koyi sukhh na diya
Toone dayaa lutaayi
Donon haathon se
Main ne tujhe koyi sukhh na diya
Toone dayaa lutaayi
Donon haathon se
Tere pyaar ki yaad jo aaye
Tere pyaar ki yaad jo aaye
Dard chhalak jaaye aankhon se
Dard chhalak jaaye aankhon se

Jeena nahin aaya mohe
Ab to chhupaa le
Jeena nahin aaya mohe
Ab to chhupaa le
Charnon mein charnon mein tere
Charnon mein charnon mein
Duniya na bhaye
Mohe ab to bula le
Duniya na bhaye
Mohe ab to bula le
Charnon mein charnon mein tere
Charnon mein charnon mein.

Duniya Na Bhaye Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *