Duniya Ne Teri Duniya Wale Lyrics - Lata Mangeshkar

Duniya Ne Teri Duniya Wale lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Deedar (1951). The music of Duniya Ne Teri Duniya Wale Sad track is composed by Naushad Ali while the lyrics are penned by Shakeel Badayuni.

Duniya ne teri duniya wale
Sukh chain hamara chin liya
Sukh chain hamara chin liya
Pehle toh basayi dil me khushi
Phir dil kaa sahara chhin liya
Phir dil kaa sahara chhin liya
Duniya ne teri duniya wale

Kya kam hame ab jine se
Marne ki duayen kyun
Naa kare kyun naa kare
Tufan me kashti aan phansi
Maujo ne kinara chin liya
Maujo ne kinara chin liya
Duniya ne teri duniya wale

Aye gam ki ghata ja aur kahi
Aye gam ki ghata ja aur kahi
Ab paas hamare kuchh bhi nahi
Ab paas hamare kuchh bhi nahi
Kuchh bhi nahi
Chamkaya tha jisne kismat ko
Tune woh sitara chin liya
Tune woh sitara chin liya

bharatlyrics.com

Duniya ne teri duniya wale
Sukh chain hamara chin liya
Sukh chain hamara chin liya
Duniya ne teri duniya wale.

Duniya Ne Teri Duniya Wale Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download