Ek Hum Hi Nahi Hai Paagal Lyrics - Mahendra Kapoor

Ek Hum Hi Nahi Hai Paagal lyrics, the song is sung by Mahendra Kapoor from Albela Mastana (1967). Ek Hum Hi Nahi Hai Paagal Masti soundtrack was composed by Datta Naik with lyrics written by Prem Dhawan.

Ek hum hi nahi hai pagal
Har koi yahaan deewana
Sabse bada paagal hai wahin
Jo khud ko kahein siyaana
Ek hum hi nahi hai pagal
Har koi yahaan deewana
Sabse bada paagal hai wahin
Jo khud ko kahein siyaana
Ek hum hi nahi hai pagal

Jo auron ko chakma de
Woh khud chakma khaa jaata
Chalti hai kab tak raahi
Jab dedha waqt hai aataa
Ke sun mere chaha
Ke sun mere chaha
O chaha o chaha o chaha o chaha

bharatlyrics.com

Jo auron ko chakma de
Woh khud chakma khaa jaata
Chalti hai kab tak raahi
Jab dedha waqt hai aataa
Ki main jooth boliya koina
Ki main kufur toliyaa koina
Ki main zaher goliyaa koina
Koina bhai koina bhai koina
O balle balle balle balle
Aahun aahun aahun aahun aahun

O main paagal are woh paagal
Are tu bhi paagal are ye bhi paagal hai yaa

Tu kitane bhesh badal le
Hum toh pahechaan hi lenge
Kyaa raaz chhupa hai dil mein
Nazron se jaan hi lenge o
O ke sun mere chaha
Ke sun mere chaha
O chaha o chaha o chaha o chaha

Tu kitane bhesh badal le
Hum toh pahechaan hi lenge
Kyaa raaz chhupa hai dil mein
Nazron se jaan hi lenge o
Ki main kufur toliyaa koina
Ki main zaher goliyaa koina
Koina bhai koina bhai koina

Are chacha bada bhati jaa
Aur bhatijaa chacha
O jooth nahin hai kahete
Oye bol humaara sacha
Ki main kufur toliyaa koina
Ki main zaher goliyaa koina
Koina bhai koina bhai koina
O balle balle balle balle
Aahun aahun aahun aahun aahun
Aahun aahun aahun aahun aahun.

Ek Hum Hi Nahi Hai Paagal Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download