Ek Pal Main Lyrics - Krishnakumar Kunnath (K.K)

Ek Pal Main lyrics, the song is sung by Krishnakumar Kunnath (K.K) from Hattrick (2007). Ek Pal Main Happy soundtrack was composed by Pritam Chakraborty with lyrics written by Mayur Puri.

Ek pal ne jaate jaate aanewaale
Pal se kaha tu muskura
Jo tere haathon mein nahi hai
Unn baaton se hai tu kyun khafa
Ek pal ki har khushi hai
Zindagi hai isi pal ki daastaan
Ek pal jo bhule jamin chhule
Tere haathon mein hai jo aasmaan
Na iss pal ka na kal ka pata
Na koyi shikava na abb hai gila
Tere dum se main har
Gham se hasake mila
Na na nna na na na na na na

Yahaan dekhana chaaha apana
Koyi toh mujhe ajanabihi mila
Magar abb talak jo tha sab se
Paraaya woh ek mera chehara hi tha
Har aaina hasata raha abb
Ja ke main khud se mila
Na iss pal ka na kal ka pata
Na koyi shikava na abb hai gila
Tere dum se main har
Gham se hasake mila
Na na nna na na na na na na

bharatlyrics.com

Chala hoon main raahon mein
Kitna akele magar yeh safar hai naya
Nahi manjilon ki hai koyi
Fiqar jabse tu hamsafar ban gaya
Tu hi safar tu raasta
Jaana kahaan tere siva
Na iss pal ka na kal ka pata
Na koyi shikava na abb hai gila
Tere dum se main har
Gham se hasake mila
Na na nna na na na na na na

Ek pal ne jaate jaate aanewaale
Pal se kaha tu muskura
Jo tere haathon mein nahi hai
Unn baaton se hai tu kyun khafa
Ek pal ki har khushi hai
Zindagi hai isi pal ki daastaan
Ek pal jo bhule jamin chhule
Tere haathon mein hai jo aasmaan
Na iss pal ka na kal ka pata
Na koyi shikava na abb hai gila
Tere dum se main har
Gham se hasake mila
Na na nna na na na na na na.

Ek Pal Main Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download