Ek Pal Ruk Jaana Sarkar Lyrics - Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi

Ek Pal Ruk Jaana Sarkar lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi from Dholak (1951). Ek Pal Ruk Jaana Sarkar Romantic soundtrack was composed by Shyam Sunder Premi (Shyam Sunder) with lyrics written by Aziz Kashmiri.

Ek pal ruk jaana sarkaar
Na maaro do nainon ki maar
Ke ek pal ruk jaana
Ek pal hat jaana sarkaar
Jhoothe tum ho tumhaara pyaar
Ke ek pal hat jaana

Kit chale hamein tadpa ke
Ek pal ruk jaana sarkaar
Kit chale hamein tadpa ke
Ek pal ruk jaana sarkaar
Ki ek pal ruk jaana sarkaar
Na maaro do nainon ki maar
Ke ek pal ruk jaana
Ik pal hat jaana sarkaar
Jhoothe tum ho tumhaara pyaar
Ki ek pal hat jaana

bharatlyrics.com

Ho ho ho, ho ho ho, ho ho ho
Ab aur sahaara dhoondhein chal kar
Naya dwaara dhoondhein
Ab aur sahaara dhoondhen chal kar
Naya dwaara dhoondhein
Ki ab to ho gaye hain bekaar
Maangein chal kar kahin udhaar
Ke ek pal hat jaana
Ke ek pal ruk jaana sarkaar
Na maaro do nainon ki maar
Ki ek pal ruk jaana
Ye dil phatne ki baatein
Ham se door hatne ki baatein
Ye dil phatne ki baatein
Ham se door hatne ki baatein
Ki ik pal ruk jaana sarkaar
Na maaro do nainon ki maar
Ki ik pal ruk jaana
Ek pal hat jaana sarkaar
Jhoothe tum ho tumhaara pyaar
Ki ek pal hat jaana

Ho ho ho, ho ho ho, ho ho ho
Dil phat gaya hai to see lo
Chaahe mar jaao yaa jee lo
Dil phat gaya hai to see lo
Chaahe mar jaao yaa jee lo
Ki ek pal hat jaana sarkaar
Jhoothe tum ho tumhaara pyaar
Ki ek pal hat jaana
Ki ek pal ruk jaana sarkaar
Jhoothe tum ho tumhaara pyaar
Ki ek pal ruk jaana.
 

Ek Pal Ruk Jaana Sarkar Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download