Ek Tasveer Ek Murat Hai Lyrics - Lata Mangeshkar

Ek Tasveer Ek Murat Hai lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Maa Baap (1960). The music of Ek Tasveer Ek Murat Hai Happy track is composed by Chitragupta Shrivastava while the lyrics are penned by Rajendra Krishan.

Ek tasveer ek murat hai
Haye vo kitni khubsaurat hai

Lagi unki suratiya kuch
Aisi bhali
Lagi unki suratiya kuch
Aisi bhali
Jaise kauae ki chonch
Me anaar ki kali
Jaise kauae ki chonch
Me anaar ki kali

Ho lage unki suratiya
Kuch aisi bhali
Jaise kauae ki chonch
Me anaar ki kali
Jaise kauae ki chonch
Me anaar ki kali

bharatlyrics.com

Bate vo karte hai
Aisi kamal ki
Jaise umariya ho
Pandhra sal ki
Bate vo karte hai
Aisi kamal ki
Jaise umariya ho
Pandhra sal ki
Soch le soch le
Nikale chonchle
Isi liye to kahi dal na gale
Lagi unki suratiya kuch
Aisi bhali
Jaise kauae ki chonch
Me anaar ki kali
Jaise kauae ki chonch
Me anaar ki kali

Chipku bhi aise ke jane ka
Nam na le
Ghadi hai bandh rakhi
Lekin kam na le
Chipku bhi aise ke jane ka
Nam na le
Ghadi hai bandh rakhi
Lekin kam na le
Jaha bhi tham gaye
Samjho ke jam gaye
Din se rat hui
Rat si dhali
Lagi unki suratiya kuch
Aisi bhali
Jaise kauae ki chonch
Me anaar ki kali
Jaise kauae ki chonch
Me anaar ki kali

Rakhte hai tajurba
Vo har bat ka
Dekhnge darwaja
Kabhi hawalat ka
Rakhte hai tajurba
Vo har bat ka
Dekhnge darwaja
Kabhi hawalat ka

Mufat ka bangala
Bahar jangala
Khaynge baithe baithe muh ki
Tali
Lagi unki suratiya kuch
Aisi bhali
Jaise kauae ki chonch
Me anaar ki kali
Jaise kauae ki chonch
Me anaar ki kali.

Ek Tasveer Ek Murat Hai Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download