Fanaa Sabka Muqaddar Hai Lyrics - Janiva Roy

Fanaa Sabka Muqaddar Hai lyrics, the song is sung by Janiva Roy from Raat Hai Gehri (2013). The music of Fanaa Sabka Muqaddar Hai Ghazal track is composed by Naushad Ali while the lyrics are penned by Dr. Jamil Haider Shaad.

Fanaa sab ka muqaddar hai
Fanaa sab ka muqaddar hai
Jo baaki hai woh yaari hai
Fanaa sab ka muqaddar hai
Na koi shey humaari hai
Na koi shey tumhari hai
Na koi shey humaari hai
Na koi shey tumhari hai
Fanaa sab ka muqaddar hai
Fanaa sab ka

Sukoone zindagi
Sukoone zindagi haasil nahi hai
Ab toh duniya mein
Kahaan jaaun kidhar jaaun
Kahaan jaaun kidhar jaaun
Har ek su bekaraari hai
Fanaa sab ka muqaddar hai
Fanaa sab ka

bharatlyrics.com

Nik toh aaya hoon
Nik toh aaya hoon
Hai na khuda mein
Moje tufaan se
Magar ab dekhiye kya hoke
Magar ab dekhiye kya hoke
Ab yaaro ki baari hai
Fanaa sab ka muqaddar hai
Fanaa sab ka

Mujhe kya shaad
Mujhe kya shaad
Ghulshan mein
Bahaar aaye fazaae
Mere daaman mein kaante hai
Mere daaman mein kaante hai
Mujhe kaanto se yaari hai
Fanaa sab ka muqaddar hai
Na koi shey humaari hai
Na koi shey tumhari hai
Na koi shey humaari hai
Na koi shey tumhari hai
Fanaa sab ka muqaddar hai
Fanaa sab ka muqaddar hai
Fanaa sab ka.

Fanaa Sabka Muqaddar Hai Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download