Gaaon Me Peepal Lyrics - Mohammed Rafi

Gaaon Me Peepal lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Suraj Aur Chanda (1973). Gaaon Me Peepal Romantic soundtrack was composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) with lyrics written by Anand Bakshi.

Gaaon me pipal pipal ki chhaiya
Gaaon me pipal pipal ki chhaiya
Chhaiya me panghat panghat me pani
Pani me aag lagaye rani teri javani
Gaaon me pipal pipal ki chhaiya
Chhaiya me panghat panghat me pani
Pani me aag lagaye ho rani teri javani

Nikali naha ke gori talab se kuchh aise
Savan me badlo se nikla ho chand jaise
Nikali naha ke gori talab se kuchh aise
Savan me badlo se nikla ho chand jaise
Savan me badlo se nikla ho chand jaise
Kano me jhumke mukhde pe aanchal
Aankho me kajara paav me payal
Payal se git sunaye ho rani teri javani
Gaaon me pipal pipal ki chhaiya
Chhaiya me panghat panghat me pani
Pani me aag lagaye ho rani teri javani

bharatlyrics.com

Ye rup hai ya shola ye rang hai ke jadu
Ye nain hai ke jhule ye zulf hai ke badal haye
Ye rup hai ya shola ye rang hai ke jadu
Ye nain hai ke jhule ye zulf hai ke badal
Ye nain hai ke jhule ye zulf hai ke badal
Tera kya kahna dekhe jo naina
To sari raina jage ye naina
Naino se nind churaye o rani teri javani
Gaaon me pipal pipal ki chhaiya
Chhaiya me panghat panghat me pani
Pani me aag lagaye ho rani teri javani
Ho rani teri javani
Oye hoye hoye teri jawani.

Gaaon Me Peepal Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download