Purab Disha Se Pardesi Lyrics - Lata Mangeshkar

Purab Disha Se Pardesi lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Suraj Aur Chanda (1973). Purab Disha Se Pardesi Dance soundtrack was composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) with lyrics written by Anand Bakshi.

Purab disha se pardeshi aaya
Naino ke raste man me shamaya
Purab disha se pardeshi aaya
Naino ke raste man me shamaya
Man ka wo meet banke pritam ki preet banke
Preet ka geet banke hotho pe aaya
Purab disha se pardeshi aaya
Naino ke raste man me shamaya

Jab se wo aaya nind na aayi
Jab se wo aaya nind na aayi
Nind na aayi to ram duhayi
Sapno me aake mujhe nind se jagaya
Nind se jagaya
Purab disha se pardeshi aaya
Naino ke raste man me shamaya

bharatlyrics.com

Jhum ke maine li angadayi
Jhum ke maine li angadayi
Jab sapere ne been bajayi
Nagan pe jane kaisa jadu chalaya
Jadu chalaya
Purab disha se pardeshi aaya
Naino ke raste man me shamaya

Puchho na meri prem kahani
Puchho na meri prem kahani
Ban gayi mai to aisi diwani
Sara jamana uski yad me bhualya
Yad me bhulaya
Purab disha se pardeshi aaya
Naino ke raste man me shamaya
Man ka wo meet banke pritam ki preet banke
Preet ka geet banke hotho pe aaya
Purab disha se pardeshi aaya
Naino ke raste man me shamaya.

Purab Disha Se Pardesi Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download