Gabbar Singh Yeh Keh Kar Gaya Lyrics - Alka Yagnik, Amit Kumar

LYRICS OF GABBAR SINGH YEH KEH KAR GAYA IN HINDI: '' The song is sung by Alka Yagnik and Amit Kumar from Hindi film 100 Days, directed by Parto Ghosh. The film stars Jackie Shroff, Madhuri Dixit, Laxmikant Berde and Moon Moon Sen in lead role. "GABBAR SINGH YEH KEH KAR GAYA" is a Funny song, composed by Raamlaxman (Vijay Patil), with lyrics written by Ravindra Rawal.

Gabbar Singh Yeh Keh Kar Gaya Lyrics

Aey dar gayi ha ha ha…

Ek thi ladki bholi bhali
Har ahat se darne wali
Baat baat main ro deti thi woh
Achcha..haan
Ek din ek chota sa baccha
Umar mein jo tha bilkul kaccha
Paas mein ake ye bola usko
Kya
Gabal ching yeh keh kal gaya
Jo dal gaya wo mal gaya
Gabbar singh yeh keh kar gaya
Jo dar gaya woh mar gaya
Gabbar singh yeh keh kar gaya
Jo dar gaya woh mar gaya
Nadaan baccha hasee khel mein
Kaudi gazab ki dekar gaya
Nadaan baccha hasee khel mein
Kaudi gazab ki dekar gaya
Gabbar singh yeh keh kar gaya
Jo dar gaya woh mar gaya
Gabbar singh yeh keh kar gaya
Jo dar gaya woh mar gaya

La la la la…
Dilwalon ki hain yeh adaa
Dilwalon ki hain yeh adaa
Jeene ka lete hain mazaa
Jeene ka lete hain mazaa
Are un baaton se kya darna
Jin par jor nahin apna
G g g..gabbar singh yeh keh kar gaya
Jo dar gaya woh mar gaya
Are gabbar singh yeh keh kar gaya
Jo dar gaya woh mar gaya
Nadaan baccha hasee khel mein
Kaudi gazab ki dekar gaya
Are nadaan baccha hasee khel mein
Kaudi gazab ki dekar gaya
Gabbar singh yeh keh kar gaya
Jo dar gaya woh mar gaya
Gabbar singh yeh keh kar gaya
Jo dar gaya woh mar gaya

bharatlyrics.com

Are bap re kya hua
Nakli khal pehan kar aye
Gidhad sher agar ban jaaye
Pal bhar dhak jamaa leta hai woh
Aisa..haan
Par logo ke patthar khaake
Bhaage jab woh dum dabaake
Koi bacchi agar kehe usko
Kya
Gabbal ching yeh keh kal gaya
Jo dal gaya woh mal gaya
Gabbar singh yeh keh kar gaya
Jo dar gaya woh mar gaya
Are gabbar singh yeh keh kar gaya
Jo dar gaya woh mar gaya
Kehte hain gidhad ki aye jo mot
To bhag kar woh sheher gaya
Kehte hain gidhad ki aye jo mot
To bhag kar woh sheher gaya
Are gabbar singh yeh keh kar gaya
Jo dar gaya woh mar gaya
Are gabbar singh yeh keh kar gaya
Jo dar gaya woh mar gaya

Tu ru ru ru ru ru…
Tu ru ru ru ru ru…
Hey auron ko kehta hain tu kya
Are auron ko kehta hain tu kya
Haan apne dil mein jhank zara
Are apne dil mein jhank zara
Baap ne maari na mendaki
Beta teer andaz bana
Humse suno humse suno humse suno
Gabbal ching kya keh kal daya
Jo dal gaya wo mal gaya.

Gabbar Singh Yeh Keh Kar Gaya Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download