गया काम से Gaya Kaam Se Lyrics - Armaan Malik

LYRICS OF 'GAYA KAAM SE' IN HINDI: गया काम से The song is sung by Armaan Malik from Armaan Malik. GAYA KAAM SE is a Love song, composed by Bhrigu Parashar, with lyrics written by Bhrigu Parashar and Armaan Malik.

गया काम से Gaya Kaam Se Lyrics in Hindi

एक ही बार देख के
आँखों में तू छा गया
थोड़ी ही देर में कहीं
मुझे चैन सा आ गया

दिल आ गया तो दिल लगाना
इश्क़ हुआ तो आज़माना
कोई वजह कोई बहाना
भी ज़रूरी है क्या?

न लेना-देना नाम से
न जान-पहचान से
न घर का पता बस इतना पता
कि मैं तो गया काम से

न लेना-देना नाम से
न जान-पहचान से
न घर का पता बस इतना पता
कि मैं तो गया काम से

भारतलिरिक्स.कॉम

मन चला मनचला
इधर-उधर किधर क्या बताऊँ
ढूँढती बेताब नज़र
असर तेरा क्या बताऊँ

बात बनी तो बात बढ़ाना
प्यार हुआ तो प्यार जताना
कोई वजह कोई बहाना
भी ज़रूरी है क्या?

क्या होगा इंतज़ार से
इस दिल के अरमान से
न कल का पता बस इतना पता
कि मैं तो गया काम से

न लेना-देना नाम से
न जान-पहचान से
न घर का पता बस इतना पता
कि मैं तो गया काम से

शुरू हो मुस्कान से
ख़त्म मेरी जान पे
न दिन का पता बस इतना पता
कि मैं तो गया काम से

Gaya Kaam Se Lyrics

Ek hi baar dekh ke
Aakhon mein tu chha gaya
Thodi hi der mein kahin
Mujhe chain sa aa gaya

Dil aa gaya toh dil lagaana
Ishq hua, toh aazmaana
Koi wajaah koi bahaana
Bhi zaroori hai kya?

Na lena dena naam se
Na jaan pehchaan se
Na ghar ka pata bas itna pata
Ke main toh gaya kaam se

Na lena dena naam se
Na jaan pehchaan se
Na ghar ka pata bas itna pata
Ke main toh gaya kaam se

bharatlyrics.com

Mann chala manchala
Idhar udhar kidhar kya bataaun
Dhoondhti besabar nazar
Asar tera kya bataaun

Baat bani toh baat badhaana
Pyaar hua toh, pyaar jataana
Koi wajaah koi bahaana
Bhi zaroori hai kya?

Kya hoga intezaar se
Iss dil ke armaan se
Na kal ka pata bas itna pata
Ke main toh gaya kaam se

Na lena dena naam se
Na jaan pehchaan se
Na ghar ka pata bas itna pata
Ke main toh gaya kaam se

Shuru ho muskaan se
Khatam meri jaan pe
Na din ka pata bas itna pata
Ke main toh gaya kaam se

Gaya Kaam Se Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Gaya Kaam Se is from the Armaan Malik.

The song Gaya Kaam Se was sung by Armaan Malik.

The music for Gaya Kaam Se was composed by Bhrigu Parashar.

The lyrics for Gaya Kaam Se were written by Bhrigu Parashar, Armaan Malik.

The music director for Gaya Kaam Se is Bhrigu Parashar.

The song Gaya Kaam Se was released under the Armaan Malik.

The genre of the song Gaya Kaam Se is Love.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *