Gazab You Gotta Lyrics - Akriti Kakar

Gazab You Gotta lyrics, the song is sung by Akriti Kakkar from Akriti (2010). The music of Gazab You Gotta Dance track is composed by Akriti Kakkar, Shankar Mahadevan while the lyrics are penned by Manoj Yadav.

Gazab you gotta get hoshiyaar,
Be my yaar, give me pyaar
Gazab tu kitta mainu bekaraar,
Tere sadake main jaana hun baar baar
Gazab you gotta get hoshiyaar,
Be my yaar, give me pyaar
Gazab tu kitta mainu bekaraar,
Tere sadake main jaana hun baar baar

Haan kurta kotedaar pehan ke
Aaya dekho chanda
Haan reshami rumaal gale
Mein baandh ke aaya chanda
Maar ke attar chauraahe
Par paan chabaaye chanda
Mithi mithi batiyon se
Haay raam sataaye chanda
Ajab aashiqi uff ajab ishq haay
Gazab dha gaye, gazab dha gaye
Gazab dha gaye…..

Gazab you gotta get hoshiyaar,
Be my yaar, give me pyaar
Gazab tu kitta mainu bekaraar,
Tere sadake main jaana hun baar baar
Haan tu day gaata hai
Karke roj naya ik passion
Chutkule sunaake pe
Maare khub impression
Haan tu day gaata hai
Karke roj naya ik passion
Chutkule sunaake pe
Maare khub impression
Ishq vishq ki baatein karata
Jisase dil ghabraata hai
Dekhata ha kahin aur
Kahin aur nain ladaata hai
Ajab aashiqi uff ajab ishq haay
Gazab dha gaye, gazab dha gaye,
Gazab dha gaye…..

bharatlyrics.com

Naina jo naino se bheede
Toh naino se ho gayi anban
Jog ki pudiya khol ke paapi
Mujhe bana gaya jogan
O naina jo naino se bheede
Toh naino se ho gayi anban
Jog ki pudiya khol ke paapi
Mujhe bana gaya jogan
Ishq ke taale ki chaabi
Lekar pagala itraata hai
Majanu ke andaaj liye
Gulchharre khub udaata hai
Ajab aashiqi uff ajab ishq haay
Haan gazab dha gaye,
Gazab dha gaye, gazab dha gaye…..

Gazab you gotta get hoshiyaar,
Be my yaar, give me pyaar
Gazab tu kitta mainu bekaraar,
Tere sadake main jaana hun baar baar
Gazab you gotta get hoshiyaar,
Be my yaar, give me pyaar
Gazab tu kitta mainu bekaraar,
Tere sadake main jaana hun baar baar.

Gazab You Gotta Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download