Gham Ka Fasaanaa Lyrics - Shamshad Begum

Gham Ka Fasaanaa Lyrics - Shamshad Begum

Gham Ka Fasaanaa Lyrics - Shamshad Begum

Gham Ka Fasaanaa lyrics, the song is sung by Shamshad Begum from Mela (1948). Gham Ka Fasaanaa Sad soundtrack was composed by Naushad Ali with lyrics written by Shakeel Badayuni.

Gareebon par
Jo hoti hain zafayen
Kaun sunta hai
Zamane mein
Dukhe dil ki sadayen
Kaun sunta hai

bharatlyrics.com

Gham ka fasana
Kisko sunayen
Gham ka fasana
Kisko sunayen
He tuta hua
Dil kaise dikhayen
Tuta hua
Dil kaise dikhayen
Gham ka fasana

Tera bhala ho
Tadpane wale
Tera bhala ho
Tera bhala ho
Tadpane wale
Ho dil de raha hai
Tujhko duayen
Dil de raha hai
Tujhko duayen
Gham ka fasana
Kisko sunayen
Gham ka fasana

Hansti hai kismat
Kahti hai duniya
Hansti hai kismat
Hansti hai kismat
Kahti hai duniya
Ho apas mein do
Dil milne na payen
Apas mein do
Dil milne na payen
Gham ka fasana
Kisko sunayen
Gham ka fasana

Tujhko qasam hai
Aise mein a ja
Tujhko qasam hai
Tujhko qasam hai
Aise mein a ja
Ho phir ye zamane
Shayad na ayen
Phir ye zamane
Shayad na ayen
Gham ka fasana
Kisko sunayen
He tuta hua
Dil kaise dikhayen
Gham ka fasana.

Gham Ka Fasaanaa Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *