Gham Ka Khazana Tera Bhi Hai Lyrics - Jagjit Singh, Lata Mangeshkar

Gham Ka Khazana Tera Bhi Hai lyrics, the song is sung by Jagjit Singh, Lata Mangeshkar from Sajda (1991). The music of Gham Ka Khazana Tera Bhi Hai Ghazal track is composed by Jagjit Singh while the lyrics are penned by .

Gham ka khazana tera bhi hai mera bhi
Gham ka khazana tera bhi hai mera bhi
Ye nazraana tera bhi hai mera bhi
Ye nazraana tera bhi hai mera bhi

Apne gam ko geet bana kar gaa lena
Apne gam ko geet bana kar gaa lena
Raag purana tera bhi hai mera bhi
Raag purana tera bhi hai mera bhi
Gham ka khazana tera bhi hai mera bhi

bharatlyrics.com

Tu mujhko aur main tujhko samjhaaoon kya
Tu mujhko aur main tujhko samjhaaoon kya
Dil deewana tera bhi hai mera bhi
Dil deewana tera bhi hai mera bhi
Gham ka khazana tera bhi hai mera bhi

Shehar mein galiyon galiyon jiska charcha hai
Shehar mein galiyon galiyon jiska charcha hai
Wo afsaana tera bhi hai mera bhi
Wo afsaana tera bhi hai mera bhi
Gham ka khazana tera bhi hai mera bhi

Maikhaane kee baat na kar waaiz mujhse
Maikhaane kee baat na kar waaiz mujhse
Aana-jaana tera bhi hai mera bhi
Aana-jaana tera bhi hai mera bhi
Gham ka khazana tera bhi hai mera bhi.

Gham Ka Khazana Tera Bhi Hai Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download