Ghata Zameen Lyrics - Anuradha Paudwal, Udit Narayan

Ghata Zameen lyrics, the song is sung by Anuradha Paudwal, Udit Narayan from Aye Meri Bekhudi (1993). Ghata Zameen Romantic soundtrack was composed by Anil Mohile with lyrics written by Indeevar (Shyamalal Babu Rai).

Main hoon zameen tu aasama
Kabhi to milenge kahi
Tere bina zindagi aduri
Bichade to mar jayenge

Main hoon zameen tu aasama
Kabhi to milenge kahi
Tere bina zindagi aduri
Bichade to mar jayenge
Main hoon zameen
Tu aasama ek dastaa

Daava tha jinko pyar ka
Kyo vo bhichadate rahe
Dilo ke vatan wafa ke chaman
Humesa ujadate rahe

Daava tha jinko pyar ka
Kyo vo bhichadate rahe
Dilo ke vatan wafa ke chaman
Humesa ujadate rahe

Magar pyar ka sabak hum sanam
Duniya ko shiklayenge
Tere bina zindagi aduri
Bichade to mar jayenge

Main hoon zameen tu aasama
Kabhi to milenge kahi
Tere bina zindagi aduri
Bichade to mar jayenge
Main hoon zameen
Tu aasama ek dastaa

Na laila hoon main
Na mai heer hoon main
Ki auro ki ho jau main
Tujhe rab kare to
Rab se bhi takrau main

bharatlyrics.com

Na laila hu main
Na main heer hoon main
Ki auro ki ho jau main
Tujhe rab kare to
Rab se bhi takrau mai

Hoti hai kya lagan pyar ki
Jahaa ko ye dikhlayenge
Tere bina zindagi aduri
Bichade to mar jayenge

Main hoon zameen tu aasama
Kabhi to milenge kahi
Tere bina zindagi aduri
Bichade to mar jayenge.

Ghata Zameen Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download