Ghum Na Kar Ab Lyrics - Anil Sharma

Ghum Na Kar Ab lyrics, the song is sung by Anil Sharma from Imtihaan (2006). Ghum Na Kar Ab Ghazal soundtrack was composed by Anil Sharma with lyrics written by Anil Sharma.

Ghum na kar ab
Chal yahaan se
Mehfile uthane lagi
Ghum na kar ab
Chal yahaan se
Mehfile uthane lagi
Tujhse roshan thi kabhi
Tujhse roshan thi kabhi
Woh ronake uthane lagi
Ghum na kar ab
Chal yahaan se
Mehfile uthane lagi

Ab teri koi zaroorat
Iss zamane ko nahin
Ab teri koi zaroorat
Iss zamane ko nahin
Ab teri kurbaanio par
Ab teri kurbaanio par
Ungaliya uthane lagi
Ghum na kar ab
Chal yahaan se
Mehfile uthane lagi
Ghum na kar ab
Chal yahaan se
Mehfile uthane lagi

Ghair ki khaatir diya
Karte they apni jaan jo
Ghair ki khaatir diya
Karte they apni jaan jo
Aaj apno par hi unki
Aaj apno par hi unki
Laathiyan uthane lagi
Ghum na kar ab
Chal yahaan se
Mehfile uthane lagi
Ghum na kar ab
Chal yahaan se
Mehfile uthane lagi

Ek khamoshi ka aalam
Ghunzata hai chaar su
Ek khamoshi ka aalam
Ghunzata hai chaar su
Keh kahe ghoom ho gaye
Keh kahe ghoom ho gaye
Aur siskiyaan uthane lagi
Ghum na kar ab
Chal yahaan se
Mehfile uthane lagi
Ghum na kar ab
Chal yahaan se
Mehfile uthane lagi

bharatlyrics.com

Ab yahaan tera guzara
Ho nahin sakta anil
Ab yahaan tera guzara
Ho nahin sakta anil
Ab yahaan insaniyat ki
Ab yahaan insaniyat ki
Arthiyan uthane lagi
Ghum na kar ab
Chal yahaan se
Mehfile uthane lagi
Ghum na kar ab
Chal yahaan se
Mehfile uthane lagi.

Ghum Na Kar Ab Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Ghum Na Kar Ab is from the Imtihaan (2006).

The song Ghum Na Kar Ab was sung by Anil Sharma.

The music for Ghum Na Kar Ab was composed by Anil Sharma.

The lyrics for Ghum Na Kar Ab were written by Anil Sharma.

The music director for Ghum Na Kar Ab is Anil Sharma.

The song Ghum Na Kar Ab was released under the Jmd Tele Films.

The genre of the song Ghum Na Kar Ab is Ghazal.