Ghum Na Kar Ab Lyrics - Anil Sharma

Ghum Na Kar Ab lyrics, the song is sung by Anil Sharma from Imtihaan (2006). Ghum Na Kar Ab Ghazal soundtrack was composed by Anil Sharma with lyrics written by Anil Sharma.

Ghum na kar ab
Chal yahaan se
Mehfile uthane lagi
Ghum na kar ab
Chal yahaan se
Mehfile uthane lagi
Tujhse roshan thi kabhi
Tujhse roshan thi kabhi
Woh ronake uthane lagi
Ghum na kar ab
Chal yahaan se
Mehfile uthane lagi

Ab teri koi zaroorat
Iss zamane ko nahin
Ab teri koi zaroorat
Iss zamane ko nahin
Ab teri kurbaanio par
Ab teri kurbaanio par
Ungaliya uthane lagi
Ghum na kar ab
Chal yahaan se
Mehfile uthane lagi
Ghum na kar ab
Chal yahaan se
Mehfile uthane lagi

bharatlyrics.com

Ghair ki khaatir diya
Karte they apni jaan jo
Ghair ki khaatir diya
Karte they apni jaan jo
Aaj apno par hi unki
Aaj apno par hi unki
Laathiyan uthane lagi
Ghum na kar ab
Chal yahaan se
Mehfile uthane lagi
Ghum na kar ab
Chal yahaan se
Mehfile uthane lagi

Ek khamoshi ka aalam
Ghunzata hai chaar su
Ek khamoshi ka aalam
Ghunzata hai chaar su
Keh kahe ghoom ho gaye
Keh kahe ghoom ho gaye
Aur siskiyaan uthane lagi
Ghum na kar ab
Chal yahaan se
Mehfile uthane lagi
Ghum na kar ab
Chal yahaan se
Mehfile uthane lagi

Ab yahaan tera guzara
Ho nahin sakta anil
Ab yahaan tera guzara
Ho nahin sakta anil
Ab yahaan insaniyat ki
Ab yahaan insaniyat ki
Arthiyan uthane lagi
Ghum na kar ab
Chal yahaan se
Mehfile uthane lagi
Ghum na kar ab
Chal yahaan se
Mehfile uthane lagi.

Ghum Na Kar Ab Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download