Waqt E Naazuk Me Bhi Lyrics - Anil Sharma

Waqt E Naazuk Me Bhi lyrics, the song is sung by Anil Sharma from Imtihaan (2006). Waqt E Naazuk Me Bhi Ghazal soundtrack was composed by Anil Sharma with lyrics written by Anil Sharma.

Waqt e naazuk me bhi
Apno ka sahaara na mila
Waqt e naazuk me bhi
Apno ka sahaara na mila
Ek bhatke huye maajhi ko
Kinaara na mila
Waqt e naazuk me bhi
Apno ka sahaara na mila

bharatlyrics.com

Raahein ulfat mein jo
Bichhda thaa hum safar apna
Raahein ulfat mein jo
Bichhda thaa hum safar apna
Raahein ulfat mein jo
Bichhda thaa hum safar apna
Laakh dhundha hai
Usse phir woh dobaara na mila
Laakh dhundha hai
Usse phir woh dobaara na mila
Ek bhatke huye maajhi ko
Kinaara na mila
Waqt e naazuk

Umra bhar kaandho pe
Jo zindagi ko dhote rahe
Umra bhar kaandho pe
Jo zindagi ko dhote rahe
Umra bhar kaandho pe
Jo zindagi ko dhote rahe
Unki miyyat ko bhi
Kandho ka sahara na mila
Unki miyyat ko bhi
Kandho ka sahara na mila
Ek bhatke huye maajhi ko
Kinaara na mila
Waqt e naazuk

Hum sitaaron se
Teri maang sajate hardum
Hum sitaaron se
Teri maang sajate hardum
Hum sitaaron se
Teri maang sajate hardum
Kyaa karein teri
Nigaahon ka ishara na mila
Kyaa karein teri
Nigaahon ka ishara na mila
Ek bhatke huye maajhi ko
Kinaara na mila
Waqt e naazuk

Roj dekhenge tujhe
Aasmaan ki jaanib se
Roj dekhenge tujhe
Aasmaan ki jaanib se
Roj dekhenge tujhe
Aasmaan ki jaanib se
Zinda reh kar to
Kabhi tera nazara na mila
Zinda reh kar to
Kabhi tera nazara na mila
Ek bhatke huye maajhi ko
Kinaara na mila
Waqt e naazuk me bhi
Apno ka sahaara na mila.

Waqt E Naazuk Me Bhi Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download