Gori Kabul Aur Lyrics - Mohammed Rafi, Shamshad Begum

Gori Kabul Aur lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi, Shamshad Begum from Khiladi (1961). Gori Kabul Aur Happy soundtrack was composed by Sardul Singh Kwatra with lyrics written by Prem Dhawan.

Gori kabul aur bukhara
Teri ek nazar pe wara
Gori kabul aur bukhara
Teri ek nazar pe wara
Ke hans kar dekh zara chhayi
O chhayi chhayi
Tu dil mein bas gayi

Aji chhod de rasta chore
Ho yu dal na mujhpe dore
Haye re haye hat
Chhod de rasta chore
Ho yu dal na mujhpe dore
Ke jadu kahi aur chala
Chhayi o chhayi chhayi
Tere jaise dekhe hai kayi

bharatlyrics.com

Tu hai balkhati nagan
O main bhi ek sapera
Tu hai balkhati nagan
O main bhi ek sapera
O chahe lakh jatan tu kar le
O koi bas na chalega tera
O chahe lakh jatan tu kar le
O koi bas na chalega tera
Yu tod na dil ko mere
Ke tere lia jag chhoda
Chhayi o chhayi chhayi
Tu dil mein bas gayi

Kyu mere pichhe pichhe
Tu phire hai bhatka bhatka
Kyu mere pichhe pichhhe
Tu phire hai bhatka bhatka
Kya karu teri zulfon mein
Gori dil jo mera atka
Kya karu teri zulfon mein
Gori dil jo mera atka
Dil ulta girega jake
Ke dugi main aisa jhatka
Chhayi ke chhayi chhayi
Ke tere jaise dekhe hai kayi

Tu kahe to teri khatir
Chad jau main haskar suli
Ho ja dekhe hai marne wale
Tu hai kaun bag ki muli
Yu mar na mujhko tane
Ke sang tere dil joda
Ke chhayi chhayi chhayi
Tu dil mein bas gayi.

Gori Kabul Aur Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download