Gulbadan Gul Pairahan Lyrics - Ahmed Hussain, Mohammed Hussain

Gulbadan Gul Pairahan lyrics, the song is sung by Ahmed Hussain, Mohammed Hussain from Rafaaqat (1980). The music of Gulbadan Gul Pairahan Ghazal track is composed by Ahmed Hussain, Mohammed Hussain while the lyrics are penned by Nazeer Akbarabadi.

Gulbadan gul pairahan
Gulchadahan yaad aa gaya
Gulbadan gul pairahan
Gulchadahan yaad aa gaya
Jis chaman mein bhi gaye
Jis chaman mein bhi gaye
Apna chaman yaad aa gaya
Gulbadan gul pairahan

Ek pardesi se karli aaj tune dosti
Ek pardesi se karli aaj tune dosti
Kyaa karoge kal agar
Usko watan yaad aa gaya
Gulbadan gul pairahan
Gulchadahan yaad aa gaya
Gulbadan gul pairahan

bharatlyrics.com

Gir gayi meri nigaho
Se bahare rang rang
Gir gayi meri nigaho
Se bahare rang rang
Ek aisa husne sada
Pairahan yaad aa gaya
Ek aisa husne sada
Pairahan yaad aa gaya
Gulbadan gul pairahan

Samane se koi ghuzra
Aaj iss andaz se
Samane se koi ghuzra
Aaj iss andaz se
Zindagi ko apna khoya
Baank pan yaad aa gay
Jis chaman mein bhi gaye
Jis chaman mein bhi gaye
Apna chaman yaad aa gaya
Gulbadan gul pairahan
Gulchadahan yaad aa gaya
Gulbadan gul pairahan.

Gulbadan Gul Pairahan Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download