Gun Master Lyrics - Annette Pinto, Bappi Lahiri

Gun Master lyrics, the song is sung by Annette Pinto, Bappi Lahiri from Surakksha (1979). The music of Gun Master Dance track is composed by Bappi Lahiri while the lyrics are penned by Farooq Qaiser.

Dekha hai maine tumhe phir se palat ke
Tumme hai bat koi oro se hat ke
Aaj tumse mulakat ho gayi
Dil me thi wohi bat ho gayi
Kisi se dil laga liya
Dekha hai maine tumhe fir se palat ke
Tumme hai bat koi oro se hat ke

Hota yahi sabhi ka sapna
Mile koi jo ban jaye apna
Hota yahi sabhi ka sapna
Mile koi jo ban jaye apna
Kahne ko to dunia hai apni
Tum jo nahi ho to kuch bhi nahi
Najar me tum sama gaye
Dekha hai maine tumhe fir se palat ke
Tumme hai bat koi oro se hat ke

bharatlyrics.com

Na jane hai wo konsa nasha
Bina piye mai to bahakne laga
Na jane hai wo konsa nasha
Bina piye mai to bahakne laga
Ho gayi bhul mujhe maf karna
Hath lag jaye to bhi chup rahna
Mai hosh me nahi raha
Dekha hai maine tumhe fir se palat ke
Tumme hai bat koi oro se hat ke
Aaj tumse mulakat ho gayi
Dil me thi wohi bat ho gayi
Kisi se dil laga liya
Dekha hai maine tumhe fir se palat ke
Tumme hai bat koi oro se hat ke.

Gun Master Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download