Gustakh Nazar Chehre Se Hata Lyrics - Asha Bhosle, Mohammed Rafi

Gustakh Nazar Chehre Se Hata lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi from Jaali Note (1960). The music of Gustakh Nazar Chehre Se Hata Masti track is composed by Omkar Prasad Nayyar while the lyrics are penned by Raja Mehdi Ali Khan.

Gustaakh nazar chehre se hata
Humko na sata,are ja chala ja
Jaati hai kidhar  baate na bana
Ye karti hai kya lahol almila
Gustakh nazar chehre se hata

Bedard bhi hu magurur hu
Mat dekh idhar
Aur teri pahuch se dur bhi hu o jadugar
Bedard bhi hu magurur hu
Mat dekh idhar
Aur teri pahuch se dur bhi hu o jadugar

Are jadughar jaadu na chala
Aankhe na mila are ja chala ja
Jaati hai kidhar baate na bana
Ye karti hai kya lahol almila
Gustakh nazar chehre se hata

Nagin ki tarah bal khati hui
Bal kha ke chalu
Bijali ki tarah laharati huyi
Lahara kha ke chalu
Nagin ki tarah bal khati hui
Bal kha ke chalu
Bijali ki tarah laharati huyi
Lahara kha ke chalu

Mere husn se dhar
Ulfat na jhala,diwana hai kya
Are ja chala ja
Jaati hai kidhar baate na bana
Ye karti hai kya lahol almila
Gustakh nazar chehre se hata

bharatlyrics.com

O shok ada mujh se na ulaj hat chodh mujhe
Muje najuk najuk phul samaj mat dekh mujhe
Shok ada mujh se na ulaj hat chodh mujhe
Muje najuk najuk phul samaj mat dekh mujhe
Kanto si najar mujh se mila
Mere dil me na are ja chala ja

Jati hai kidhar,baate na bana
Ye karti hai kya lahol almila
Gustakh nazar chehre se hata.

Gustakh Nazar Chehre Se Hata Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download