Guzar Gaya Woh Zamana Kaisa Lyrics - Pankaj Mullick

Guzar Gaya Woh Zamana Kaisa lyrics, the song is sung by Pankaj Mullick from Doctor (1940). The music of Guzar Gaya Woh Zamana Kaisa Philosophical track is composed by Pankaj Mullick while the lyrics are penned by A. H. Shor, Arzoo Lakhnavi.

Guzar gaya woh zamana
Kaisa kaisa kaisa
Guzar gaya wo zamaana
Kaisa kaisa
Hansi khushi ki bahaar thi jismein
Guzar gaya woh zamana kaisa
Kaisaa kaisa, guzar gaya

Phool tamannaon ke jismein
Qadam qadam par khilte the
Ab wo hi rasta ujdaa ban hai
Jispe hai aanaa jana
Kaisaa kaisa, guzar gaya

bharatlyrics.com

Hansta huaa ek raaz hai jisase
Kona kona roshan tha
Aisaa bujha ke
Aisaa bujha ke dubara jisko
Minnatein nahin jalana
Kaisa kaisa, guzar gaya

Gaya zamaana phir aayega
Jaane waale jaanege
Gaya zamaana phir aayega
Jaane waale jaanege
Humako na pahachanega jo koyi
Hum bhi, hum bhi
Hum bhii kyun pahchanenge
Aa jaa aa jaa.

Guzar Gaya Woh Zamana Kaisa Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download