Haa Deewana Hun Mai Lyrics - Mukesh Chand Mathur (Mukesh)

Haa Deewana Hun Mai lyrics, the song is sung by Mukesh Chand Mathur (Mukesh) from Saranga (1961). Haa Deewana Hun Mai Sad soundtrack was composed by Sardar Malik with lyrics written by Bharat Vyas.

Haa deewana hun mai
Haa deewana hun mai
Gham ka mara hua
Ek begana hun mai
Haa deewana hun mai
Haa deewana hun mai
Haa deewana hun mai
Gham ka mara hua
Ek begana hun mai
Haa deewana hun mai

bharatlyrics.com

Maagi khushiya magar
Gham mila pyaar me
Maagi khushiya magar
Gham mila pyaar me
Dard hi bhar diya
Dil ke har taar me
Aaj koi nahi mera sansaar me
Chhod kar chal diye
Mujhako majhadhaar me
Haay tir e nazar
Ka nishana hun mai
Haa deewana hun mai
Haa deewana hun mai
Gham ka mara hua
Ek begana hun mai
Haa deewana hun mai

Mai kisekaa nahi koi mera nahi
Mai kisekaa nahi koi mera nahi
Is jahaa me kahi
Bhi baseraa nahi
Mere dil ka kahi
Bhi andhera nahi
Mere is shaam ka
Hai savera nahi
Hay bhulaa hua
Ek fasana hun mai
Haa deewana hun mai
Haa deewana hun mai
Gham ka mara hua
Ek begana hun mai
Haa deewana hun mai

Haa Deewana Hun Mai Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download